Search results
Saved words
Showing results for "diivaar-e-qahqaha"
Meaning ofSee meaning diivaar-e-qahqaha in English, Hindi & Urdu
English meaning of diivaar-e-qahqaha
Noun, Feminine
-
the great wall of China
Example • Ab qaumon aur mulkon ke darmiyan pahle jaisi diwar-e-qahqaha baqi nahin rahi
- a very high wall
- great laughter
Sher Examples
hamāre rone pe hañsne lagte haiñ aane vaale
hamārī dīvār-e-girya dīvār-e-qahqaha hai
hamare rone pe hansne lagte hain aane wale
hamari diwar-e-girya diwar-e-qahqaha hai
ga.e the log to dīvār-e-qahqaha kī taraf
magar ye shor musalsal hai kaisā rone kā
gae the log to diwar-e-qahqaha ki taraf
magar ye shor musalsal hai kaisa rone ka
kabhī to jhāñk le dīvār-e-qahqaha se udhar
kabhī to dekh le had-e-junūñ se aage bhī
kabhi to jhank le diwar-e-qahqaha se udhar
kabhi to dekh le had-e-junun se aage bhi
दीवार-ए-क़हक़हा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
-
चीन की एक दीवार जिसके लिए प्रसिद्ध है कि जो उसमें से झाँकता है वह अनायास बहुत हँसता है, चीन की महान दीवार
उदाहरण • अब क़ौमों और मुलकों के दरमियान पहले जैसी दीवार-ए-क़हक़हा बाक़ी नहीं रही
- बहुत ऊँची दीवार
- बहुत ज़ोरदार हँसी, ठहाका, अट्टहास
دِیوارِ قَہْقَہَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
-
چین کی سرحد کی ایک روایتی سیسے اور تانبے کی دیوار جس کے متعلق کہا جاتا ہے کہ جو اس پر چڑھ کر نیچے دیکھتا ہے بے اختیار ہنستا ہے
مثال • اب قوموں اور ملکوں کے درمیان پہلے جیسی دیوار قہقہہ باقی نہیں رہی
- انتہائی اونچی دیوار، بلند دیوار
- زور دار ہنسی
Urdu meaning of diivaar-e-qahqaha
- Roman
- Urdu
- chiin kii sarhad kii ek rivaayatii siise aur taa.nbe kii diivaar jis ke mutaalliq kahaa jaataa hai ki jo is par cha.Dh kar niiche dekhtaa hai be.iKhtyaar ha.nstaa hai
- intihaa.ii u.unchii diivaar, buland diivaar
- zordaar hansii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of deevaareqahqaha, English meaning of deevareqahqaha
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaatir
मुतवातिर
.مُتَواتِر
continuously, repeatedly, successively
[ Hindustan mutavatir taraqqi ki taraf gaamzan hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'azzaz
मु'अज़्ज़ज़
.مُعَزَّز
honourable, honoured, esteemed
[ Museum mein kayi mu'azzaz logon ke hath ke likhe khat mahfuz hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imroz
इमरोज़
.اِمْروز
today, current era
[ Imroz chhote-chhote bachche bhi chashma lagate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaKHsiyaat
शख़्सियात
.شَخْصِیات
personalities, celebrities
[ Ibtida se hi Hindustan azim shakhsiyat ka mulk raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rind
रिंद
.رِنْد
a drunkard, debauchee
[ Khwaja Hafiz ki shaeri ne tamam Iran ko rind bana diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutaala'a
मुताल'अ
.مُطالَعَہ
study, reading, perusal
[ Kejrival ne adalat se jail ke andar teen kitabon ke mutala ki ijazat mangi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gaamzan
गामज़न
.گامزَن
moving, treading, stepping out
[ Aaj-kal ham Hindustani log maghribi saqafat ki taraf gamzan ho rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munkir
मुंकिर
.مُنْکِر
one who denies, rejecter
[ Un mulkon par jahan hukumaten Ameriki world order ki munkir hain Ameriki ghazab tut.ta rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarfaraaz
सरफ़राज़
.سَرفَراز
eminent, exalted
[ Is baar ek saath char mu'azzaz shakhsiyat ko Bharat Ratn se sarfaraz kia gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saqaafat
सक़ाफ़त
.ثَقافَت
culture
[ Rahim Hindustani tahzib-o-saqafat ka mutala kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (diivaar-e-qahqaha)
diivaar-e-qahqaha
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone