Search results
Saved words
Showing results for "diin-o-duniyaa"
Meaning ofSee meaning diin-o-duniyaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of diin-o-duniyaa
Noun, Masculine
- religion and the material world, this world and the hereafter
Sher Examples
tū kahāñ maarā maarā phiregā uTh ke chaukhaT se apne sanam kī
hai 'fanā' bas yahī dīn-o-duniyā tū isī dar pe hastī miTā de
tu kahan mara mara phirega uTh ke chaukhaT se apne sanam ki
hai 'fana' bas yahi din-o-duniya tu isi dar pe hasti miTa de
dīn-o-duniyā kā talabgār hanūz 'ātish' hai
ye gadā sā.il-e-nadq-e-do-jahāñ hai ki jo thā
din-o-duniya ka talabgar hanuz 'atish' hai
ye gada sail-e-nadq-e-do-jahan hai ki jo tha
aap se aap vo aa.e mire ghar aaj kī raat
dīn-o-duniyā kī nahīñ mujh ko ḳhabar aaj kī raat
aap se aap wo aae mere ghar aaj ki raat
din-o-duniya ki nahin mujh ko KHabar aaj ki raat
दीन-ओ-दुनिया के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- ये दुनिया और मरने के बा'द की दुनिया
دِین و دُنْیا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- یہ دنیا اور آخرت
Urdu meaning of diin-o-duniyaa
- Roman
- Urdu
- ye duniyaa aur aaKhirat
Idioms of diin-o-duniyaa
Related searched words
diin-duniyaa
religion and the world,' the hope of religious belief (i.e. the happiness of the next world) and this world
diin-o-duniyaa kii KHabar na honaa
کسی بات کا ہوش نہ ہونا ، کیف و مستی فرطِ مسرت یا کسی غم ارو صدمے کی وجہ سے حواس میں نہ رہنا.
Showing search results for: English meaning of deenoduniya, English meaning of deenoduniyaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqbara
मक़बरा
.مَقبَرَہ
tomb, mausoleum, sepulchre
[ Sham ke jhutpute mein camera Jahangir ke maqbare ko wahan dikhata hai jahan Asif-Jaah ka maqbara hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ba-KHuubii
ब-ख़ूबी
.بَخوبی
in a good manner, well, properly, duly, thoroughly, completely, in perfection
[ Ham sab ko aasaman ki la-mahdudiat (Infinite) ka ba-khubi ehsas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaarkun
कारकुन
.کارْکُن
representative, attorney, agent
[ Majlis ke karkunon ki hama-hami roz-ba-roz badhti ja rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kafaalat
कफ़ालत
.کَفالَت
protector, patron, responsibility
[ Karkunon ki giraftari ki surat mein unke mutalleqin (relatives) ki kafalat ke liye funds nahin the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zimmadaarii
ज़िम्मादारी
.ذمہ داری
responsibility, liability
[ Sadakon ki saaf-safai ki zimmadari township ki hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shajar
शजर
.شَجَر
tree, plant, shrub
[ Barfbari ho rahi thi aur shajar thithure huye khade nazar aa rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mai-noshii
मय-नोशी
.مَے نوشی
wine-drinking
[ Mutaqaddemin hukama (Philosophers) mai-noshi ki zyada-tar mazammat nahin karte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lavaazimaat
लवाज़िमात
.لَوازِمات
essentials, requisites
[ Eidu mai-noshi ke lavazimat sang-e-sabz ki mez par rakh gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naashta
नाश्ता
.ناشتَہ
breakfast
[ Subah ko nashta mein basi roti ek pyalai chaay maulana ki rozmarra mein shamil tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
roz-ba-roz
रोज़-ब-रोज़
.روز بَروز
every day, daily, day by day
[ Hamare mulk mein roz-ba-roz khwanda (Educated) logon ki tadad mein izafa ho raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (diin-o-duniyaa)
diin-o-duniyaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone