Search results
Saved words
Showing results for "diid ke qaabil"
Meaning ofSee meaning diid ke qaabil in English, Hindi & Urdu
English meaning of diid ke qaabil
Noun, Masculine
- worth seeing, good-looking
Sher Examples
maanā ki terī diid ke qābil nahīñ huuñ maiñ
tū merā shauq dekh mirā intizār dekh
mana ki teri did ke qabil nahin hun main
tu mera shauq dekh mera intizar dekh
diid ke qābil hasīñ to haiñ bahut
har nazar dīdār ke qābil nahīñ
did ke qabil hasin to hain bahut
har nazar didar ke qabil nahin
vahm ye tujh ko ajab hai ai jamāl-e-kam-numā
jaise sab kuchh ho magar tū diid ke qābil na ho
wahm ye tujh ko ajab hai ai jamal-e-kam-numa
jaise sab kuchh ho magar tu did ke qabil na ho
दीद के क़ाबिल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- देखने के लायक़, देखने योग्य
دِید کے قابِل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- دیکھنے کے لائق ، دیدنی
Urdu meaning of diid ke qaabil
- Roman
- Urdu
- dekhne ke laayaq, diidanii
Showing search results for: English meaning of deed ke qaabil, English meaning of deed ke qabil
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jumbish
जुंबिश
.جُن٘بِش
move, motion, movement
[ Shumali Hind ki trainon mein bheed ka ye aalam hota hai ki ek zara si junbish bhi muhal rahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ajuuba
'अजूबा
.عَجُوبَہ
wonder, miracle
[ Log is khel ko ajuba samajh kar iska tamasha banaenge aur achhi khasi bhid lag jayegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahbuub
महबूब
.مَحبُوب
lover, beloved, sweetheart, lovey
[ Ye baat muhabbat karne wale ke shayan-e-shan nahin ki wo soaubaton se ghabra kar mahboob ko tark kar de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ayyaarii
'अय्यारी
.عَیّاری
cunning, craftiness
[ Us mein bahaduri aur sakhti, furti se zyada khamushi, ayyari aur shatirpan se kaam kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarkash
सरकश
.سَرکَش
rebellious, mutinous, disobedient
[ Kisan ne sarkash gaay ke gale mein langar latka diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHil'at
ख़िल'अत
.خِلْعَت
honourable dress
[ Badshah ne kayi darbariyon ko khilat di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
su'uubat
सु'ऊबत
.صُعُوبَت
difficulty, hardship, trouble, distress
[ Dono badshah faqiron ka bhes badal ke tarh-tarh ki soubaten sahne lage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqs
रक़्स
.رَقْص
dance as per the rhythm
[ Wo (Zubaida) mamuli raqs karne waaliyon ki tarh baar-baar bejaa taur par apni abruon mein junbish paida hone nahin deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muhaal
मुहाल
.مُحال
extremely difficult
[ Dar ki wajah se Uzair ke paanv mein kapkapi paida ho jati hai jis se manzil tak pahunchna muhal ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masaa.il
मसाइल
.مَسائِل
problems
[ Badhti hui aabadi ke masle ke sath digar masaail bhi khade ho gaye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (diid ke qaabil)
diid ke qaabil
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone