Search results
Saved words
Showing results for "dhaan-paan"
Meaning ofSee meaning dhaan-paan in English, Hindi & Urdu
English meaning of dhaan-paan
Noun, Masculine
- ceremony to be held shortly before marriage, in which paddy and turmeric are sent to the girl's house from the bride's side
Sher Examples
badan kī shāḳh se us ke kiran jo lipTī thī
vo sah sakā na use dhān-pān aisā thā
badan ki shaKH se us ke kiran jo lipTi thi
wo sah saka na use dhan-pan aisa tha
abhī dhān-pān hai to nahīñ āshiqī ke qābil
ye tapish kā aah sheva na kar iḳhtiyār so jā
abhi dhan-pan hai to nahin aashiqi ke qabil
ye tapish ka aah shewa na kar iKHtiyar so ja
ik zarā rañg-e-nazākat bhī rahī madd-e-nazar
dhān-pān ai jaan tum ho pahno dhānī chūḌiyāñ
ek zara rang-e-nazakat bhi rahi madd-e-nazar
dhan-pan ai jaan tum ho pahno dhani chuDiyan
धान-पान के हिंदी अर्थ
विशेषण
- धान के पौधे और पान की तरह कोमल, दुबला पतला, कमज़ोर
संज्ञा, पुल्लिंग
- विवाह से कुछ ही पहले होने वाली एक रसम जिसमें वर-पक्ष से कन्या के घर धान और हल्दी भेजी जाती है
دھان پان کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- دھان کے پودے اور پان کی طرح نازک، دُبلا پتلا، لاغر، نازک اندام
اسم، مذکر
- کچھ علاقوں میں شادی سے کچھ دیر قبل ایک تقریب منعقد کی جاتی ہے جس میں دھان اور ہلدی کو دولہے کی طرف سے لڑکی کے گھر بھیجا جاتا ہے
Urdu meaning of dhaan-paan
- Roman
- Urdu
- dhaan ke paude aur paan kii tarah naazuk, dublaa putlaa, laagar, naazuk indaam
- kuchh ilaaqo.n me.n shaadii se kuchh der qabal ek taqriib munaaqid kii jaatii hai jis me.n dhaan aur haldii ko duulhe kii taraf se la.Dkii ke ghar bheja jaataa hai
Related searched words
Showing search results for: English meaning of dhaanpaan, English meaning of dhanpan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istehsaal
इस्तेहसाल
.اِسْتِحصال
taking undue advantage of someone, exploitation
[ Bandhua mazduron ka iqtisadi istehsal sadiyon se hota chala aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dars
दर्स
.دَرْس
lesson, reading, lecture
[ Ustaad ne dars ke dauran hamein bataya ki mehnat aur lagan se ham kisi bhi mushkil mazmoon (subject) mein kaamyabi ke sath sath achche nataa.ij bhi hasil kar sakte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taavaan
तावान
.تاوان
forfeit, mulct, fine for bloodshed
[ America mein Hindustani talib-ilm ke ighwakaron ne ek lakh rupee taavaan ka mutalba kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shub.haat
शुब्हात
.شُبْہات
doubts
[ Mirza ke khat ka aakhir paragraph shub.hat paida karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iqtisaadii
इक़्तिसादी
.اِقْتِصادی
economic
[ Awam ki iqtisadi wa tamadduni (civic) halat sanwarne ki koshish nahin ki jati thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa-vaaris
ला-वारिस
.لا وَارِث
to which there is no heir (property), unclaimed
[ Lawaris zameen par hukumat ne qabza kar liya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aGyaar
अग़्यार
.اَغْیار
strangers, unrelated or unknown persons
[ Apnon se jo hamdardi hoti wo aghyar se kahan ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
poshiida
पोशीदा
.پوشِیدَہ
concealed, hidden
[ Hikayoton mein maani-khez baten poshida hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yarGamaal
यर्ग़माल
.یَرْغَمال
hostage, bail
[ Yarghamal banaye gaye bachchon ko police ne badi hoshiyari aur mansuba-band tariqe se aazad karaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muflis
मुफ़्लिस
.مُفْلِس
bankrupt, penniless, poor
[ Rafta-rafta daulat wa jaidad ne kinara-kashi shuru ki yahan tak ki chand roz mein Anaxagoras bilkul muflis ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (dhaan-paan)
dhaan-paan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone