Search results
Saved words
Showing results for "DanDii"
Meaning ofSee meaning DanDii in English, Hindi & Urdu
English meaning of DanDii
Sher Examples
rāj-naitik baniye gar DanDī yuuñ hī maarā kiye
har adālat meñ tarāzū kā chalan mar jā.egā
raj-naitik baniye gar DanDi yun hi mara kiye
har adalat mein taraazu ka chalan mar jaega
dil ko sau tarah ke ġham zer-o-zabar rakhte haiñ
ziist mīzān meñ āvezāñ hai DanDī kī tarah
dil ko sau tarah ke gham zer-o-zabar rakhte hain
zist mizan mein aawezan hai DanDi ki tarah
vaqt DanDī mārtā hai tolne meñ merā hissa
din bhī chhoTe paḌ rahe haiñ raat bhī kam ho rahī hai
waqt DanDi marta hai tolne mein mera hissa
din bhi chhoTe paD rahe hain raat bhi kam ho rahi hai
डंडी के हिंदी अर्थ
ڈَنْڈی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- دستہ، قبضہ، موٹھ
- چمچے یا کف گیر کا پکڑنے والا حصہ
- قلم یا پینسل کا وہ حصہ جو ہاتھ میں رہتا ہے
- ترازو کی لکڑی جس میں دونوں پلڑے بندھے ہوتے ہیں
- پُھول کا ڈنٹھل یا شاخ
- ہار سِنگھار کے پُھول کا سُرخی مائل زرد حصہ جس سے کپڑے چاول وغیرہ کو رنگتے ہیں
- پیاز کے پتّے یا ڈنٹھل
- (سوزن کاری) لکیر، دھاری (پُھول اور پتّیوں کے علاوہ کڑھائی کا کام)، زُلف
- زائد دھاگہ جو سلائی کے بعد کپڑے میں لگا رہ جائے
- (خیاطی) ہک کے سوراخوں اور اٹکانے والی نوک کا درمیانی حصہ
- وہ ہندو جو برہمن کے سوا اور کسی سے کچھ نہیں لیتے
- ٹال، تک
- (کنایۃً) آلۂ تناسل
- دغا باز، فتنہ پرداز، مفتری
- دو گول خوب صورت چھوٹی چھوٹی لکڑیاں جو ایک دوسرے پر مار کر بجایا کرتے ہیں، ان میں سے ہر ایک
- راستہ، فٹ پاتھ
- لِیور، خور
- (حساب) ترچھی لکیر جو دو عدووں کے درمیان لگائی جائے
- (معماری) مینار یا ستون کا درمیانی حصہ
- چھتری کی چھڑ جو خیمے کی چوب کے مانند وسط میں ہوتی ہے اور جس پر چھتری کا ٹھاٹ قائم رہتا ہے
Urdu meaning of DanDii
- Roman
- Urdu
- dastaa, qabzaa, muuTh
- chamche ya kaf giir ka paka.Dne vaala hissaa
- qalam ya pensil ka vo hissaa jo haath me.n rahtaa hai
- taraazuu kii lakk.Dii jis me.n dono.n pal.De bandhe hote hai.n
- phuu.ol ka DanThal ya shaaKh
- haar singhaar ke phuu.ol ka surKhii maa.il zard hissaa jis se kap.De chaaval vaGaira ko rangte hai.n
- pyaaz ke patte ya DanThal
- (suuzan kaarii) lakiir, dhaarii (phuu.ol aur patiyo.n ke ilaava ka.Daa.ii ka kaam), zulaf
- zaa.id dhaagaa jo silaa.ii ke baad kap.De me.n laga rah jaaye
- (Khaiyaatii) hikk ke suuraakho.n aur aTkaane vaalii nok ka daramyaanii hissaa
- vo hinduu jo brahman ke sivaa aur kisii se kuchh nahii.n lete
- Taal, tak
- (kanaa.en) aalaa-e-tanaasul
- daGaabaaz, fitnaap radaaz, muftarii
- do gol Khuubsuurat chhoTii chhoTii lak.Diyaa.n jo ek duusre par maar kar bajaayaa karte hain, in me.n se har ek
- raasta, phuTpaath
- liivar, Khaur
- (hisaab) tirchhii lakiir jo do aduvvo.n ke daramyaan lagaa.ii jaaye
- (maamaarii) miinaar ya satuun ka daramyaanii hissaa
- chhatrii kii chhi.D jo kheme kii chaub ke maanind vast me.n hotii hai aur jis par chhatrii ka ThaaT qaayam rahtaa hai
Synonyms of DanDii
Idioms of DanDii
Proverbs of DanDii
Rhyming words of DanDii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of dandee, English meaning of dandi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nisf
निस्फ़
.نِصف
half
[ Kamod raat ke pahle nisf pahar mein gaya jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'alaahida
'अलाहिदा
.عَلاحِدَہ
separate, apart (from)
[ Bete ki khatir bahut se laundi-ghulam aur hathi-ghode, bagh aur pargane alahida kiye hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'uruuj
'उरूज
.عُرُوج
success, rising
[ Akbar ke ahd mein Mughal khandan ki taraqqi apne uruj par thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maaliyaat
मालियात
.مالِیات
economics
[ Bhagatram ne MA ki degree hasil ki aur apne hi college mein maliyaat ka professor hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zavaal
ज़वाल
.زَوال
decline, wane, decay, fall
[ Angrez Hindustan mein Mughlon ke zawal ka zariya bane ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaG
बाग़
.باغ
orchard, garden
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taKHmiina
तख़मीना
.تَخْمِینَہ
appraisement, valuation, estimate, surmise, guess
[ Company ke munafe ka takhmina agle mali saal mein 15 fisad tak badhne ki tavaqqo hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
izaafa
इज़ाफ़ा
.اِضافَہ
increase, augmentation
[ Barsat ke dinon mein nadiyon ki rawani mein izafa ho jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'zuur
मा'ज़ूर
.مَعْذُور
(Metaphorically) helpless, powerless
[ Hamein maazoor aur laachaar logon ki madad karni chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG-paa
चराग़-पा
.چَراغ پا
the state of being angry or displease
[ Jab Hamza ne doston ki mahfil mein mazaq udaya, to Aadil Hamza ki bad-tamizi par chiragh-pa ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (DanDii)
DanDii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone