Search results
Saved words
Showing results for "chhalkaa"
Meaning ofSee meaning chhalkaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of chhalkaa
Noun, Masculine
- overflowed
Sher Examples
zindagī ik āñsuoñ kā jaam thā
pī ga.e kuchh aur kuchh chhalkā ga.e
zindagi ek aansuon ka jam tha
pi gae kuchh aur kuchh chhalka gae
maiñ ne apnī ḳhushk āñkhoñ se lahū chhalkā diyā
ik samundar kah rahā thā mujh ko paanī chāhiye
main ne apni KHushk aankhon se lahu chhalka diya
ek samundar kah raha tha mujh ko pani chahiye
is mahfil-e-kaif-o-mastī meñ is anjuman-e-irfānī meñ
sab jām-ba-kaf baiThe hī rahe ham pī bhī ga.e chhalkā bhī ga.e
is mahfil-e-kaif-o-masti mein is anjuman-e-irfani mein
sab jam-ba-kaf baiThe hi rahe hum pi bhi gae chhalka bhi gae
mahrūmiyoñ kā apnī na shikva ho kyuuñ hameñ
kuchh log pī ke hī nahīñ chhalkā ke aa.e haiñ
mahrumiyon ka apni na shikwa ho kyun hamein
kuchh log pi ke hi nahin chhalka ke aae hain
maiñ kisī aañkh se chhalkā huā aañsū huuñ 'nabīl'
merī tā.īd hī kyā merī baġhāvat kaisī
main kisi aankh se chhalka hua aansu hun 'nabil'
meri taid hi kya meri baghawat kaisi
छलका के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- किसी स्याल चीज़ के लबालब हो कर गिरने की गुणवत्ता, जल-प्लावन, लबालब भर जाना, बाढ़, अधिप्रवाह, अतिरेक
چَھلْکا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کسی سیال چیز کے لبالب ہو کر گرنے کی کیفیت، لبریزی، لبالب ہونا
Urdu meaning of chhalkaa
- Roman
- Urdu
- kisii syaal chiiz ke labaalb ho kar girne kii kaifiiyat, labriizii, labaalb honaa
Rhyming words of chhalkaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of chalka, English meaning of chalkaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mufiid
मुफ़ीद
.مُفِید
useful, beneficial, advantageous, profitable
[ Pudine ki pattiyan pet ke liye bahut mufid hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muzaahara
मुज़ाहरा
.مُظاہَرَہ
to express, demonstrate
[ Raqqasa abru ko nacha raqs ke fan ka muzahara kar rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqaasid
मक़ासिद
.مَقاصِد
objectives, aims, purposes
[ Rahib missionary maqasid ko pura karne ke lie bahut mehnat kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saazish
साज़िश
.سازش
plot, conspiracy, collusion
[ Dushmanon ki sazish nakam hui aur hukoomat ko ab koi khatra nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
agreement, consent, similarity of disposition
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq raae se hi hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'umda
'उम्दा
.عُمْدَہ
fine, nice, excellent
[ Na-tajrabakar khiladiyon ne bhi umda khel ka muzahira kia ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zalzala
ज़लज़ला
.زَلْزَلَہ
earthquake, earth tremor
[ Japan mein zalzala ek mustaqil khauf hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
poshaak
पोशाक
.پوشاک
clothes, dress, attire
[ Aurton ki poshak umooman umda aur besh-qimat hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiddat
शिद्दत
.شِدَّت
intensity, intenseness, pressure
[ Kal aaye zalzale ki shiddat reactor paimane par 4 napi gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
radd-e-'amal
रद्द-ए-'अमल
.رَدِّ عَمَل
reaction, counteraction
[ Anti-Body kisi khas anti-jean ke radd-e-amal ke taur par paida hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (chhalkaa)
chhalkaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone