Search results
Saved words
Showing results for "chashm"
Meaning ofSee meaning chashm in English, Hindi & Urdu
English meaning of chashm
Noun, Feminine, Singular
-
eye
Example • Apni nazm mein shaer ne apni mahbuba ko aahu-chashm (deer-eyed) ka naam dia hai
- sense of sight
- hope, expectation
- eye of a needle
- amulet, talisman, charm
- (Sufism) spiritual insight, inward vision
Explanatory Video
Sher Examples
chashm ho to ā.īna-ḳhāna hai dahr
muñh nazar aatā hai dīvāroñ ke biich
chashm ho to aaina-KHana hai dahr
munh nazar aata hai diwaron ke bich
kisī tarah to ghaTe dil kī be-qarārī bhī
chalo vo chashm nahīñ kam se kam sharāb to ho
kisi tarah to ghaTe dil ki be-qarari bhi
chalo wo chashm nahin kam se kam sharab to ho
चश्म के हिंदी अर्थ
چَشْم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث، واحد
-
آنکھ، دیدہ، نین، نیتر، لوچن، عین
مثال • اپنی نظم میں شاعر نے محبوبہ کو آہو چشم کا نام دیا ہے
- نظر، نگاہ
- توقع، امید، آس
- کوئی چیز جو آنکھ سے ملتی ہو جیسے: سوئی کی آنکھ یا چھید
- تعویذ جو جادو کو روکے
- (تصوّف) چشم صفت جمال کو کہتے ہیں جو سالک کے دل پر تجلی الہامی غیبی وارد ہوتی ہے اور بواسطہ اس کے سالک مقام قرب میں پہنچتا ہے اور بعض چشم مرتبہ جمع کو کہتے ہیں جو محل مشہود ہے
Urdu meaning of chashm
- Roman
- Urdu
- aa.nkh, diidaa, nain, netr, lochan, a.in
- nazar, nigaah
- tavaqqo, ummiid, aas
- ko.ii chiiz jo aa.nkh se miltii ho jaiseh so.ii kii aa.nkh ya chhed
- taaviiz jo jaaduu ko roke
- (tasavvuph) chasham sifat jamaal ko kahte hai.n jo saalik ke dil par tajallii ilhaamii Gaibii vaarid hotii hai aur bavaasta is ke saalik muqaam qurab me.n pahunchtaa hai aur baaaz chasham martaba jamaa ko kahte hai.n jo mahl mashhuud hai
Synonyms of chashm
Proverbs of chashm
Rhyming words of chashm
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (chashm)
chashm
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone