Search results
Saved words
Showing results for "charKH-e-chaarum"
Meaning ofSee meaning charKH-e-chaarum in English, Hindi & Urdu
English meaning of charKH-e-chaarum
Noun, Masculine
- the fourth sky
Sher Examples
nahīñ hotā rafū chāk-e-garebān-e-fanā hargiz
mañgā.īñ charḳh-e-chārum se agar iisā kī sozan tak
nahin hota rafu chaak-e-gareban-e-fana hargiz
mangain charKH-e-chaarum se agar isa ki sozan tak
dimāġh ab to misoñ kā hai charḳh-e-chārum par
baḌhā diyā mirī ḳhvāhish ne thiiñ to kuchh bhī nahīñ
dimagh ab to mison ka hai charKH-e-chaarum par
baDha diya meri KHwahish ne thin to kuchh bhi nahin
huā bīmār tere ishq meñ jo charḳh-e-chārum par
masīhā paḌh rahā hai kuchh bichhā kar apnā bistar sā
hua bimar tere ishq mein jo charKH-e-chaarum par
masiha paDh raha hai kuchh bichha kar apna bistar sa
चर्ख़-ए-चारुम के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- चौथा आसमान, फ़लक चहारुम
- (नक्षत्र) वह आसमान जिस पर चाँद की उपस्थिति बताई जाती है, फ़लक क़मर, उसे हज़रत ईसा से भी संबद्ध किया जाता है
چَرْخِ چارُم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- چو تھا آسمان، فلک چہارم
- (نجوم) وہ آسمان جس پر چاند کا وجود بتایا جاتا ہے، فلک قمر، اسے حضرت عیسیٰ سے بھی منسوب کیا جاتا ہے
Urdu meaning of charKH-e-chaarum
- Roman
- Urdu
- chauthaa aasmaan, falak chahaarum
- (nujuum) vo aasmaan jis par chaand ka vajuud bataayaa jaataa hai, falak qamar, use hazrat i.isaa se bhii mansuub kiya jaataa hai
Related searched words
Showing search results for: English meaning of charkhechaarum, English meaning of charkhecharum
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'iinaat
त'ईनात
.تَعِینَات
appointed, posted
[ Rubi ko Aziz ki timardari ke liye ba-haisiat nurse ta'inat kar diya gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mo'tabar
मो'तबर
.مُعْتَبَر
reliable, trustworthy, authentic
[ Ghalib ki baat unke ahd mein na sahi unke baad bahut motabar aur qabil-e-tawajjoh thahri ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadii
सदी
.صَدی
century, centenary
[ Is sadi mein Hindustan ki iqtisadi surat-e-haal mein bahut behtari aayi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ehsaas
एहसास
.اِحْساس
sense, sensibility
[ Har aadami ko apne farz ka ehsas hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'suum
मा'सूम
.مَعْصُوم
innocent, artless, simple
[ Netaon ki laffazi mein masun awam phans hi jaati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iKHtitaam
इख़्तिताम
.اِخ٘تِتام
end, conclusion, close, completion, fulfilment
[ Natak ke ikhtitam par adakar aur adakara ki mulaqat huyi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maatam
मातम
.ماتَم
mourning, grief
[ Baba-e-qaum Mahatma Gandhi ki barsi par pura mulk matam manata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barsii
बरसी
.بَرْسی
a ceremony in commemoration of a deceased relation performed at the close of the first year after decease
[ Shyam ne apne dada-ji ki barsi par sau logon ko khana khilaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraadar
बरादर
.بَرادَر
brother
[ Bade bhai ka naam Shaharyar hai Faraz baradar-e-asghar hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tahaffuz
तहफ़्फ़ुज़
.تَحَفُّظ
security, protection, safeguarding, preservation, conservation
[ Hamen un bahaduron ka ehsan-mand hona chahiye jo mulk ke tahaffuz ke liye sarhadon par ta'inat hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (charKH-e-chaarum)
charKH-e-chaarum
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone