Search results
Saved words
Showing results for "buto"
Meaning ofSee meaning buto in English, Hindi & Urdu
English meaning of buto
- idols
Sher Examples
ai buto rañj ke sāthī ho na ārām ke tum
kaam hī jab nahīñ aate ho to kis kaam ke tum
ai buto ranj ke sathi ho na aaram ke tum
kaam hi jab nahin aate ho to kis kaam ke tum
ai buto dar-parda tum se zāhidoñ ko bhī hai ishq
sūrat-e-tasbīh pinhāñ rakhte haiñ zunnār ko
ai buto dar-parda tum se zahidon ko bhi hai ishq
surat-e-tasbih pinhan rakhte hain zunnar ko
javāb do ki na do ai buto nahīñ parvā
kahūñ jo kuchh vo barā.e-ḳhudā suno to sahī
jawab do ki na do ai buto nahin parwa
kahun jo kuchh wo barae-KHuda suno to sahi
pahan lo ai buto zunnār-e-tasbīh-e-sulaimānī
rakho raazī isī parde meñ har shaiḳh-o-barahman ko
pahan lo ai buto zunnar-e-tasbih-e-sulaimani
rakho raazi isi parde mein har shaiKH-o-barahman ko
āḳhir insān huuñ patthar kā to rakhtā nahīñ dil
ai buto itnā satāo na ḳhudā-rā mujh ko
aaKHir insan hun patthar ka to rakhta nahin dil
ai buto itna satao na KHuda-ra mujh ko
Urdu meaning of buto
- Roman
- Urdu
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sultaan
सुलतान
.سُلْطان
king, emperor
[ Badshah ya sultan ke darbar mein aamad par naqeb pukarte the baa-adab, baa-mulahiza, hoshiyar ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
majruuhiin
मजरूहीन
.مَجرُوحِین
injured people
[ Train hadisa ke majruhin ko aspatal mein dakhil kar diya gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaa.iriin
ज़ाइरीन
.زائرین
pilgrims, visitors
[ Ajmer dargah sharif mein Hindu aur Musalman zaaerin yaksan taur par jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taarik
तारिक
.تارِک
one who leaves, relinquisher
[ Sufi logon ko tarik-e-duniya ke taur par jana jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aasir
मु'आसिर
.مُعاصِر
contemporary, coeval
[ Khwaja Hasan Nizami Sir Mohammad Iqbal ke muaasir adib (literary figure) hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haadisa
हादिसा
.حادِثَہ
accident, disaster, happening
[ Police ne hadisa ke zimmadar driver ko giraftar kar liya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intihaa
इंतिहा
.اِنْتِہا
extremity, finish, end, termination
[ Mahatma Gandhi pul se Ganga nadi ki intiha nahin dikhayi deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mufakkir
मुफ़क्किर
.مُفَکِّر
poet, philosopher
[ Zyada se zyada log mufakkir samjhenge aur dabenge goya khasare mein ham phir bhi nahin the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaadim
ख़ादिम
.خادِم
domestic servant, servant, attendant
[ Ali apne walidain ka vafadar khadim hai aur un ki har zaroorat ka khayal rakhta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qurbat
क़ुर्बत
.قُرْبَت
nearness, relationship, vicinity
[ Doston ki qurbat insan ko mushkil halat mein hausla deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (buto)
buto
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone