Search results
Saved words
Showing results for "biimaar-e-'ishq"
Meaning ofSee meaning biimaar-e-'ishq in English, Hindi & Urdu
English meaning of biimaar-e-'ishq
Persian, Arabic - Masculine
- love sick, lover
Sher Examples
sabr bīmār-e-ishq kī hai davā
par tabī.at se merī raas kahāñ
sabr bimar-e-ishq ki hai dawa
par tabiat se meri ras kahan
mat pūchh haal apne tū bīmār-e-ishq kā
hone lagī ab us ke to gor-o-kafan kī baat
mat puchh haal apne tu bimar-e-ishq ka
hone lagi ab us ke to gor-o-kafan ki baat
kitne bīmār-e-ishq bach jaa.eñ
husn par gar zakāt ho jaa.e
kitne bimar-e-ishq bach jaen
husn par gar zakat ho jae
बीमार-ए-'इश्क़ के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - पुल्लिंग
- प्रेम के रोग का रोगी, आशिक़
بیمارِ عِشْق کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - مذکر
- مریض عشق، عاشق
Urdu meaning of biimaar-e-'ishq
- Roman
- Urdu
- mariiz ishaq, aashiq
Related searched words
Showing search results for: English meaning of beemaareishq, English meaning of beemareishq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
luGaat
लुग़ात
.لُغات
dictionaries, lexicons
[ Doctor Gilchrest ka lughaat mein bahut se aise lafz milenge jinka riwaj ab nahin raha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fiisad
फ़ीसद
.فِیصَد
percent, percentage
[ Greenland ka taqriban ikkyasi fisad hissa barf se dhaka hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iijaad
ईजाद
.اِیْجاد
innovation, invention, creation
[ Computer ki ijad ne samaj mein ek bahut badi tabdili ki hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziraa'at
ज़िरा'अत
.زِراعَت
agriculture, tillage, husbandry, cultivation
[ Hindustan ki sattar fisad aabadi zaraa'at karti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaamoshii
ख़ामोशी
.خاموشی
silence
[ Raat ki khamushi mein sirf ghadi ki taktaki sunai de rahi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
talaffuz
तलफ़्फ़ुज़
.تَلَفُّظ
pronunciation
[ Entrance class mein jo sahab angrezi padhate the unka talaffuz bahut saaf tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jazbaat
जज़्बात
.جَذْبات
emotions, passions
[ Jazbat par qabu rakhna har kisi ke bas ki baat nahin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaar-naama
कार-नामा
.کار نامَہ
monumental work, great achievement
[ Sana ne apni mehnat se aisa karnama anjam diya jo sab ke liye misal ban gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaKHaamat
ज़ख़ामत
.ضَخامَت
thickness, volume, bulk, bigness, bulkiness
[ Qaalin ki zyada zakhamat hone ki wajah se us par chalna aramdeh mahsus hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kulliyaat
कुल्लियात
.کُلِّیات
complete literary, usually poetical works, whole work of an author or poet
[ Meer Taqi Meer ki kulliyat mein gham, dard, judai aur ishq ka behtarin izhar milta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (biimaar-e-'ishq)
biimaar-e-'ishq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone