Search results
Saved words
Showing results for "amrit"
Meaning ofSee meaning amrit in English, Hindi & Urdu
English meaning of amrit
Noun, Masculine
- nectar conferring immortality, ambrosia, water or elixir of life, nectar
Sher Examples
ashk-e-ġham-e-ulfat meñ ik rāz-e-nihānī hai
pī jaao to amrit hai bah jaa.e to paanī hai
ashk-e-gham-e-ulfat mein ek raaz-e-nihani hai
pi jao to amrit hai bah jae to pani hai
zahr niklā hai to amrit bhī kabhī niklegā
bahr-e-hastī ko salīqe se khañgālā jaa.e
zahr nikla hai to amrit bhi kabhi niklega
bahr-e-hasti ko saliqe se khangala jae
ḳhud-kushī karne meñ bhī nākām rah jaate haiñ ham
kaun amrit ghol detā hai hamāre zahr meñ
KHud-kushi karne mein bhi nakaam rah jate hain hum
kaun amrit ghol deta hai hamare zahr mein
अमृत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वह दुर्लभ मिथकीय पेय जिसको पीने से अमरता प्राप्त होती है, सुधा, आबे हयात, वह जल जो अनंत जीवन देता है, पुराणनुसार समुद्रमंथन से निकले १४ रत्नों में से एक
- अमृत का शाब्दिक अर्थ 'अमरता' है, भारतीय ग्रंथों में यह अमरत्व प्रदान करने वाले रसायन (nectar) के अर्थ में प्रयुक्त होता है
اَمْرِت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (مجازاََ) خوش ذائقہ اور شیریں
- آبِ حیات ؛ تریاق ، زہر کی ضد (قدیم اساطیر ہنود کے مطابق جب دیوتائوں اوراسروں میں جنگ ہوئی اور دیوتائوں کو شکست ہوئی تو انھوں نے وشنوجی کے پاس فریاد کی؛ انھوں نے حکم دیا کہ سمندر کو بلویاجائے چنانچہ وندھیا چل متھائئی بنا. شیش ناگ رسی بنا اور دیوتائوں نے بلوایا ؛ منجملہ دیگر اشیا کے امرت پیدا ہوا جسے دیوتائوں نے پی کر اسروں پر فتح پائی).
- لغوی معنی آب حیات، آبِ بقا، یعنی ایسا پانی جس کے پینے سے ابدی زندگی حاصل ہو، اس لفظ کا مطلب ’لافانی‘ ہے، ویدوں اور ہندواساطیر میں یہ مشروب ’ ابدی ‘ اور لافانی ہوجانے سے مشروط ہے
Urdu meaning of amrit
- Roman
- Urdu
- (mujaazaa) Khushzaaykaa aur shiirii.n
- aab-e-hayaat ; tiryaak, zahr kii zid (qadiim asaatiir hanuud ke mutaabiq jab devtaa.o.n aur asuro.n me.n jang hu.ii aur devtaa.o.n ko shikast hu.ii to unho.n ne vishNu jii ke paas faryaad kii; unho.n ne hukm diyaa ki samundr ko balluu ya jaaye chunaanche vindhyaachal mathaa.ii.i banaa. sheshanaag rassii banaa aur devtaa.o.n ne bulvaayaa ; minjumla diigar ashyaa ke amrit paida hu.a jise devtaa.o.n ne pii kar asuro.n par fatah paa.ii)
- lugvii maanii aab-e-hayaat, aab-e-baqa, yaanii a.isaa paanii jis ke piine se abadii zindgii haasil ho, is lafz ka matlab 'laafaanii' hai, vedo.n aur hinduu asaatiir me.n ye mashruub ' abadii ' aur laafaanii hojaane se mashruut hai
Synonyms of amrit
Antonyms of amrit
Compound words of amrit
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaas
यास
.یَاس
despair, desperation, frustration
[ Jis aadmi ne apni aankhon se apna ghar aur apne khandan ko dubte huye dekha hoga wo yaas ki taswir kyun na banega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharbat
शर्बत
.شَرْبَت
juice (of fruits)
[ Anar ka sharbat dava ke taur par bhi istemal kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaadaab
शादाब
.شاداب
blooming green, green, verdant
[ Bahar bagh ka shadab manzar vazeh taur par nazar aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabaab
शबाब
.شَباب
acme, zenith
[ Is saal February mahine mein bhi sardi shabab par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariir
शरीर
.شَرِیر
naughty, mischievous
[ Mizajan wo sharir hai kisi ko nuqsan pahunchana uska maqsad nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pyaas
प्यास
.پِیاس
desire to drink, thirst
[ Sakht pyas mein ret bhi pani nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
udaas
उदास
.اُداس
sad, sorrowful
[ Sailab mein hazaron janen gayin yahi gham har dil ko udas karne ko kafi tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaab
शराब
.شَراب
wine, spirit, liquor
[ Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yeh kabhi band nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiir
शीर
.شِیر
milk
[ Bachchon ke liye maan ka sheer sabse achchhi khuraak hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab
शब
.شَب
night, night time
[ Jamal ki beti hamesha roze rakhti aur shab bedar rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (amrit)
amrit
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone