Search results
Saved words
Showing results for "aiman"
Meaning ofSee meaning aiman in English, Hindi & Urdu
Vazn : 22
Tags: Music
English meaning of aiman
Arabic - Adjective
- auspicious, fortunate, happiest
- right, right side, on the right hand
- safe, protected, secure
- safe, secure, happy, void of care
Sanskrit - Noun, Masculine
- a raga or musical mode
Sher Examples
nairañg-e-rozgār se aiman haiñ shakl-e-sarv
rakhte haiñ ek haal bahār-o-ḳhizāñ meñ ham
nairang-e-rozgar se aiman hain shakl-e-sarw
rakhte hain ek haal bahaar-o-KHizan mein hum
hamrā aur samra ne sālgirah par aiman kī
ḳhuub chhuḌā.ī ātish-bāzī ḳhuub uchhāle phuul
hamra aur samra ne salgirah par aiman ki
KHub chhuDai aatish-bazi KHub uchhaale phul
ham un se jo mil kar duur hue kuchh ḳhush hue kuchh ranjūr hue
ab dil kā Thikāna mushkil hai haañ jaan rahegī aiman meñ
hum un se jo mil kar dur hue kuchh KHush hue kuchh ranjur hue
ab dil ka Thikana mushkil hai han jaan rahegi aiman mein
ऐमन के हिंदी अर्थ
अरबी - विशेषण
- दायाँ, दाहिना, जो सीधे हाथ की तरफ़ हो
- ख़तरों से सुरक्षित, निडर, संतुष्ट
- शाम अर्थात सीरिया देश की एक पवित्र वादी अथवा घाटी जिसमें तूर नामक पर्वत स्थित है और जहाँ हज़रत मूसा ने ख़ुदा-ए-ताला से उसके दीदार अर्थात दर्शन देने का हठ किया था (जिसके बाद बिजली सी चमकी थी और हज़रत मूसा बेहोश हो गए थे)
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- हिन्दी शायरी अर्थात हिन्दी कविता के एक वज़्न अर्थात छन्द का नाम
- (संगीत शास्त्र) प्राचीन विभाजन के अनुसार दीपक राग की एक भारजा अर्थात रागिनी (बिलावल, केदार और शुद्ध कल्याण से मुरक्कब)
- आधुनिक विभाजन के अनुसार कल्याण ठाठ का संपूर्ण राग जो शाम को गाया जाता है
اَیمَن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
عربی - صفت
- داہان، داہنا، جو سیدھے ہاتھ کی طرف ہو
- خطرات سے محفوظ، بے خوف، مطمئین
- شام کی ایک مقدس وادی جس میں کوہ طور واقع ہے اور جہاں حضرت موسیٰ نے خداے تعالیٰ سے اس کے دیدار کا اصرار کیا تھا (جس کے بعد بجلی سی چمکی تھی اور حضرت موسیٰ بے ہوش ہو گئے تھے)
اسم، مؤنث
- ہندی شاعری کے ایک وزن کا نام
- (موسیقی ) پرانی تقسیم کے مطابق دیپک راگ کی ایک بھارجا (بلاول کیدار اور شدھ کلیان سے مرکب)
- جدید تقسیم کے مطابق کلیان ٹھاٹھ کا سمپورن راگ جو شام کو گایا جاتا ہے
Urdu meaning of aiman
- Roman
- Urdu
- daahaan, daahina, jo siidhe haath kii taraf ho
- Khatraat se mahfuuz, bekhauph, mutami.in
- shaam kii ek muqaddas vaadii jis me.n koh taur vaaqya hai aur jahaa.n hazrat muusaa ne Khade taala se is ke diidaar ka israar kiya tha (jis ke baad bijlii sii chamkii thii aur hazrat muusaa behosh ho ge the
- hindii shaayarii ke ek vazan ka naam
- (muusiiqii ) puraanii taqsiim ke mutaabiq diipak raag kii ek bhaarjaa (bilaaval kedaar aur shuddh kalyaaN se murkkab
- jadiid taqsiim ke mutaabiq kalyaaN ThaaTh ka sampuurN raag jo shaam ko gaayaa jaataa hai
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (aiman)
aiman
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone