Search results
Saved words
Showing results for "aatish-e-dil"
Meaning ofSee meaning aatish-e-dil in English, Hindi & Urdu
English meaning of aatish-e-dil
Noun, Feminine
- the flame of love
Sher Examples
sham.a ke rone pe bas saaf hañsī aatī hai
ātish-e-dil kahīñ kam hotī hai chaar aañsū se
shama ke rone pe bas saf hansi aati hai
aatish-e-dil kahin kam hoti hai chaar aansu se
kahāñ bujhī hai tah-e-ḳhāk merī ātish-e-dil
kaho havā se hilā dāman-e-sahāb to de
kahan bujhi hai tah-e-KHak meri aatish-e-dil
kaho hawa se hila daman-e-sahab to de
phūñk de ātish-e-dil daaġh mire
us kī ḳhū yaad dilāte haiñ mujhe
phunk de aatish-e-dil dagh mere
us ki KHu yaad dilate hain mujhe
आतिश-ए-दिल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- प्रेम की ज्वाला, हृद्याग्नि
آتِشِ دِل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- عشق کا شعلہ
Urdu meaning of aatish-e-dil
- Roman
- Urdu
- ishaq ka shola
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruub
ग़ुरूब
.غُرُوب
setting (of the sun, moon, etc.)
[ Suraj ke ghurub hote hi charon taraf andhera ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
futuur
फ़ुतूर
.فُتُور
defect, imperfection, unsoundness
[ Jis khane se karahiyat paida ho wo khwah kaisa hi laziz kyun n ho hazm mein usse futoor padta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fasaad
फ़साद
.فَساد
riot, quarrel
[ Chhoti si baat par fasad karana shararat-pasand insanon ka kaam hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faqiir
फ़क़ीर
.فَقِیر
beggar, fakir
[ Faqir ne sadaa lagayi Ahmar ne ek katori chawal uske jhole mein daal diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faasid
फ़ासिद
.فاسِد
bad, evil, corrupt, unsound
[ Insan ke jism mein faasid khun bimari ka sabab banta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroG
फ़रोग़
.فَرُوغ
progress, development
[ Rekhta Foundation Urdu zabaan ke farogh ke liye kaam kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroKHt
फ़रोख़्त
.فَروخْت
sale, disposal
[ Zaid ghulami ki halat mein Makke aa kar farokht huye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaGat
फ़राग़त
.فَراغَت
leisure, respite, freedom
[ Ilm zindagi ke akhiri lamha tak hasil kiya jata hai isse faraghat nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farz
फ़र्ज़
.فَرْض
responsibility, duty
[ Ham farz apna adaa kar chuke bimar agar mar gaya to timardar ke huqooq framosh na honge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaKH
फ़राख़
.فراخ
wide, spacious
[ Chaandni Chwok ek meel lamba nihayat khubsurat aur farakh bazar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of aatishedil, English meaning of atishedil
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (aatish-e-dil)
aatish-e-dil
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone