Search results
Saved words
Showing results for "aastii.n"
Meaning ofSee meaning aastii.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of aastii.n
Noun, Feminine
- sleeve
Sher Examples
bahāna DhūñDte rahte haiñ koī rone kā
hameñ ye shauq hai kyā āstīñ bhigone kā
bahana DhunDte rahte hain koi rone ka
hamein ye shauq hai kya aastin bhigone ka
mere aañsū ke pochhne ko miyāñ
terī ho āstīñ ḳhudā na kare
mere aansu ke pochhne ko miyan
teri ho aastin KHuda na kare
āstīñ us ne jo kuhnī tak chaḌhā.ī vaqt-e-sub.h
aa rahī saare badan kī be-hijābī haath meñ
aastin us ne jo kuhni tak chaDhai waqt-e-subh
aa rahi sare badan ki be-hijabi hath mein
qarīb hai yaaro roz-e-mahshar chhupegā kushtoñ kā ḳhuun kyūñkar
jo chup rahegī zabān-e-ḳhanjar lahū pukāregā āstīñ kā
qarib hai yaro roz-e-mahshar chhupega kushton ka KHun kyunkar
jo chup rahegi zaban-e-KHanjar lahu pukarega aastin ka
koī āñkhoñ ke shole poñchhne vaalā nahīñ hogā
'zafar' sāhab ye giilī āstīñ hī kaam aa.egī
koi aankhon ke shole ponchhne wala nahin hoga
'zafar' sahab ye gili aastin hi kaam aaegi
आस्तीं के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- आस्तीन का लघु., कुर्ते या कोट का वह भाग जो बाँहों को छिपाता है, आवरण
آسْتِیْں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- آستین کا مخفف، کرتے یا کوٹ کا وہ حصہ جو باہوں کو چھپاتا ہے، بانہہ
Urdu meaning of aastii.n
- Roman
- Urdu
- aastiin ka muKhaffaf, karte ya koT ka vo hissaa jo baaho.n ko chhupaataa hai, baanhaa
Compound words of aastii.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aasteen, English meaning of aastin
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shihaab
शिहाब
.شِہَاب
flame (of fire), a firebrand, flame, flashing fire
[ Kabhi kabhi zamin par koi shihab aasman se girta hai aur ye shihab zamin se bahar ki chiz hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutaharrik
मुतहर्रिक
.مُتَحَرّک
movable, transportable, floating, dynamic
[ Is but ko yun mutaharrik dekh kar mujhe taajjub hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
poshaak
पोशाक
.پوشاک
clothes, dress, garment
[ Aurton ki poshak umooman umda aur besh-qimat hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kinaara
किनारा
.کِنارَہ
side (of a road),end, edge
[ Khane ki thali ka kinara bahut hi patla hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muntashir
मुंतशिर
.مُنْتَشِر
spread, dispersed, published, propagated
[ Maine aankhen band kar leen aur muntashir zehn ko yakja karne laga ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baanii
बानी
.بانی
founder, initiator, builder, inventor
[ Sajnive Saraf Sahab Rekhta Foundation ke bani hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sufuuf
सुफ़ूफ़
.سُفُوف
powder, especially for medicine
[ Ande ka ek taraf ka sar tod kar namak aur kali-mirch ka sufoof mila kar khana chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afsos
अफ़सोस
.اَفْسوس
regret, repentance, Alas!, concern
[ Agar is nemat se mahroom rahun to bada afsos hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ruuhaanii
रूहानी
.روحانی
spiritual, hearty, holy, pure
[ Ye jismani shadi nahin ruhani shadi hogi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saa'id
सा'इद
.ساعِد
forearm, wrist
[ But-khane ki ek makhsoos murti ka hath saaid se tuta hua tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aastii.n)
aastii.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone