Search results
Saved words
Showing results for "aarzuu-e-KHaam"
Meaning ofSee meaning aarzuu-e-KHaam in English, Hindi & Urdu
English meaning of aarzuu-e-KHaam
Feminine
- raw desire, incomplete wish,
Sher Examples
le kar jazā-e-ḳhuld kī ik ārzū-e-ḳhām
ḳhud ko na jaane kab se sazā de rahe haiñ ham
le kar jaza-e-KHuld ki ek aarzu-e-KHam
KHud ko na jaane kab se saza de rahe hain hum
yahī tahsīl-e-mohabbat kā hai aalam tā-hāl
puḳhta karte haiñ hanūz ārzū-e-ḳhām ko ham
yahi tahsil-e-mohabbat ka hai aalam ta-haal
puKHta karte hain hanuz aarzu-e-KHam ko hum
dil ko bahlāte ho kyā kyā ārzū-e-ḳhām se
amr-e-nā-mumkin meñ goyā rañg-e-imkāñ dekh kar
dil ko bahlate ho kya kya aarzu-e-KHam se
amr-e-na-mumkin mein goya rang-e-imkan dekh kar
आरज़ू-ए-ख़ाम के हिंदी अर्थ
स्त्रीलिंग
- वह इच्छा जो पूरी न हो सके
آرزوئے خام کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
مؤنث
- وہ آرزو جس کے پورے ہونے کی امید نہ ہو، خیالِ خام، فضول خواہش
Urdu meaning of aarzuu-e-KHaam
- Roman
- Urdu
- vo aarzuu jis ke puure hone kii ummiid na ho, Khyaal-e-fuzuul Khavaahash
Showing search results for: English meaning of aarjuekhaam, English meaning of aarzooekhaam
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabiz
क़ाबिज़
.قابِض
a possessor, occupant
[ Bad-qismati se qaideen (Ruler) ke rukhsat hote hi mulk par naukar-shaahi qabiz ho gayi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shukraana
शुकराना
.شُکْرانَہ
a present made to a pleader, (over and above the legal fees) by a successful litigant
[ Unse ulta rishwat mein maal lete the jiska naam hadiya, shukrana aur nazrana rakh chhoda tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dastiyaab
दस्तियाब
.دَسْتیاب
available, attained
[ Bank ke sabhi khate-daron ko ATM ki suhulat dastiyab hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
supurd
सुपुर्द
.سُپُرد
commitment, consignment, delivery
[ Hindustan ne aaj Pakistaniyo ko samundari luteron se azad kara ke Pakistan ke supurd kar dia ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaa.idiin
क़ाइदीन
.قائِدِین
rulers
[ Hamare qaaidin awam ka bharpur etimad (trust) hasil karne mein nakam rahe ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
in'iqaad
इं'इक़ाद
.اِنعِْقاد
taking place, holding of a function, etc. to be held
[ Dashahre ke waqt jagah-jagah Ramlila ka in'iqad kia jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maaheriin
माहेरीन
.ماہِرِیْن
experts
[ Barish ke adam-e-imkan ko dekh kar maherin ne kuch ilaqon ko sukha thahra dia hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaa.ndagii
ख़्वांदगी
.خوانْدَگی
literacy
[ Logon ko talim-yafta banane ke lie ganv mein khwandagi ki muhim chalai ja rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijtimaa'ii
इज्तिमा'ई
.اِجْتِماعی
collective
[ Khwandagi par bahas-o-mubahisa ke liye ijtima'i jalsa ka in'iqad kia gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vasii'
वसी'
.وَسِیع
extensive, wide, broad
[ Atharv Ved mein Ayurveda ilm se muta.alliq wasi maalumat dastiyab hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aarzuu-e-KHaam)
aarzuu-e-KHaam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone