Search results
Saved words
Showing results for "aah-e-sozaa.n"
Meaning ofSee meaning aah-e-sozaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of aah-e-sozaa.n
Noun, Feminine
- burning sigh
Sher Examples
āh-e-sozāñ ne jalā.e tire jañgal 'sayyāh'
naam ko bhī na rahā ek shajar meñ tinkā
aah-e-sozan ne jalae tere jangal 'sayyah'
nam ko bhi na raha ek shajar mein tinka
karūñ kyā āh-e-sozāñ hijr kī shab
farishtoñ ke jalā detī hai par aag
karun kya aah-e-sozan hijr ki shab
farishton ke jala deti hai par aag
yaas o hirmāñ āh-e-sozāñ ashk-e-ḳhūñ dāġh-e-junūñ
hazrat-e-ishq aur kyā is ke sivā dene lage
yas o hirman aah-e-sozan ashk-e-KHun dagh-e-junun
hazrat-e-ishq aur kya is ke siwa dene lage
आह-ए-सोज़ाँ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- जलाने वाली आह, वह आह जो आग का काम करे
آہِ سوزاں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- آہ آتشبار
Urdu meaning of aah-e-sozaa.n
- Roman
- Urdu
- aah aatishbaar
Showing search results for: English meaning of aahesojaan, English meaning of aahesozaan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mohsin
मोहसिन
.مُحْسِن
benefactor, patron
[ Urdu ke bahut aise muhsin hain jinke halat aur karname mulk ke samne pesh hone chahiyen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadiya
हदिया
.ہَدِیَہ
present, gift, present, offering
[ Main nihayat khush hua ki janab Nawab Begam Saheb ne hadiya ko khushi ke sath qubool kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ujlat
'उजलत
.عُجْلَت
haste, hurry, speedy
[ Karachi ki sadkon par khade ho jaiye yun malum hoga ki har shakhs dauda ja raha hai aur badi ujlat mein hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intizaamiya
इंतिज़ामिया
.اِنْتِظامِیَہ
administration, management, executive
[ Riyasat ki intizamiya ka kaam alag-alag intizami ikaiyan karti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ehtimaam
एहतिमाम
.اِہْتِمام
arrangement, preparation
[ Hamare yahan har saal Nag-Panchami ke din dangal ka ehtimam kiya jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaGosh
आग़ोश
.آغوش
lap, clasp
[ Maan ne god mein soye hue bachche ko bistar par sulaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inzimaam
इंज़िमाम
.اِنْضِمام
merger
[ Congress party mein bahut si partyon ka inzimam hua hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aslaha
अस्लहा
.اَسْلَحَہ
arms, weapons, armour
[ Qadim zamane mein janwaron ki haddi ko ba-taru aslaha istimal karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bismil
बिस्मिल
.بِسْمِل
injured, restless, wounded, (victim)
[ Aag ne jangal ko apne aghosh mein le liya tha aur hazaron bismil-shuda charind-o-parind yun hi zamin par pede tadap rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aah-e-sozaa.n)
aah-e-sozaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone