Search results
Saved words
Showing results for "aabgiina"
Meaning ofSee meaning aabgiina in English, Hindi & Urdu
English meaning of aabgiina
Sher Examples
jab uThe tūfāñ to koī chiiz zad meñ ho 'shakīl'
har bulandī ke liye ik ābgīna chāhiye
jab uThe tufan to koi chiz zad mein ho 'shakil'
har bulandi ke liye ek aabgina chahiye
ye duniyā hai yahāñ har ābgīna TuuT jaatā hai
kahīñ chhupte phiro āḳhir zamāna DhūñDh hī legā
ye duniya hai yahan har aabgina TuT jata hai
kahin chhupte phiro aaKHir zamana DhunDh hi lega
zarā sī Thes lagī thī ki chuur chuur huā
tire ḳhayāl kā paikar bhī ābgīna thā
zara si Thes lagi thi ki chur chur hua
tere KHayal ka paikar bhi aabgina tha
ayaañ hai shakl tirī yuuñ hamāre siina se
ki juuñ sharāb numāyāñ ho ābgīna se
ayan hai shakl teri yun hamare sina se
ki jun sharab numayan ho aabgina se
mastoñ kā dil hai shīsha aur sañg-dil hai saaqī
achraj hai jo na TuuTe patthar se ābgīna
maston ka dil hai shisha aur sang-dil hai saqi
achraj hai jo na TuTe patthar se aabgina
आबगीना के हिंदी अर्थ
آبْگِینَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- شیشہ، بلور، کان٘چ
- صراحی، مینا، شیشۂ مے
- الماس
Urdu meaning of aabgiina
- Roman
- Urdu
- shiisha, bilaur, kaanch
- suraahii, miinaa, shiisha-e-mai
- almaas
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aabgeena, English meaning of aabgina
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamhuur
जमहूर
.جَمْہُور
a great number of people, republic
[ Baat kuchh hoti hai magar apni baat ki pich mein jamhoor ko kuchh aur jataate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHarch
ख़र्च
.خَرْچ
expenditure, expenses
[ Amdani se zyada kharch samajhdar insan ki pahchan nahin ho sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vazaarat
वज़ारत
.وَزارَت
ministry, the office of a minister, vizierate
[ Ab ye nahin maloom ki is silsile mein kaun si wazarat se rabta qaem karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuub-ruu
ख़ूब-रू
.خُوب رُو
beautiful, handsome
[ Mahboob 'khoob-ru' ho na ho chahne wale ko khoob-ru nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aa.iin
आईन
.آئِین
constitution, law, code
[ Angrezon mein apne dastoor aur ayin ka bada khayal hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taariiKH
तारीख़
.تارِیخ
chronicle, history
[ Hindustan ki tarikh bahaduron jan-nisaron ki kahani kahti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaanuun
क़ानून
.قانُون
rituals, tradition, method
[ Yahan ka qanoon nahin ki qaidi ko samjhayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nishaan
निशान
.نِشان
ensign, flag, banner
[ Unche makanon ki chhaton par se unke lashkar ke nishan dikhayi dete the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tahriir
तहरीर
.تَحْرِیر
writing
[ Pahle takhti par likhne ki mashq karayi jati thi isliye tahreer bahut khubsoorat hua karti thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaaris
वारिस
.وارِث
successor, inheritor
[ Iran ki Badshahat muddaton waris ko tarasti rahi lekin jab waris hua to takht na raha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aabgiina)
aabgiina
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone