Search results
Saved words
Showing results for "mushkil"
Meaning ofSee meaning mushkil in English, Hindi & Urdu
English meaning of mushkil
Adjective, Singular
Noun, Feminine
- difficulty, hardship
- intricacy, perplexity
Sher Examples
hazāroñ saal nargis apnī be-nūrī pe rotī hai
baḌī mushkil se hotā hai chaman meñ dīda-var paidā
hazaron sal nargis apni be-nuri pe roti hai
baDi mushkil se hota hai chaman mein dida-war paida
mohabbat rañg de jaatī hai jab dil dil se miltā hai
magar mushkil to ye hai dil baḌī mushkil se miltā hai
mohabbat rang de jati hai jab dil dil se milta hai
magar mushkil to ye hai dil baDi mushkil se milta hai
milāte ho usī ko ḳhaak meñ jo dil se miltā hai
mirī jaañ chāhne vaalā baḌī mushkil se miltā hai
milate ho usi ko KHak mein jo dil se milta hai
meri jaan chahne wala baDi mushkil se milta hai
dostī aam hai lekin ai dost
dost miltā hai baḌī mushkil se
dosti aam hai lekin ai dost
dost milta hai baDi mushkil se
baat karnī mujhe mushkil kabhī aisī to na thī
jaisī ab hai tirī mahfil kabhī aisī to na thī
baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi
jaisi ab hai teri mahfil kabhi aisi to na thi
मुश्किल के हिंदी अर्थ
विशेषण, एकवचन
- जो करने में बहुत कठिन हो, कठिन, दुष्कर
- जटिल, पेचीदा
- गूढ़, दक़ीक़
- सूक्ष्म, बारीक
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- कठिनता, कठिनाई, असुविधा, परेशानी, रेख़्ती, जटिलता
- मुसीबत, विपत्ति, संकट
مُشْکِل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت، واحد
- دشوار، سخت دوبھر، کٹھن، تکلیف دہ
- پیچیدہ، دقت طلب، الجھا ہوا
- دقیق، مبہم
- باریک، مہین
اسم، مؤنث
-
دقت، پریشانی، ریختی، پیچیدگی
مثال • جنت و سقر قسم کرنہار علیؓمشکل کے سو گانٹھاں کو کھولنہار علیؓ (۱۶۱۱ ، قلیؔ قطب شاہ ، ک ، ۳ : ۴۳) ۔ مگر ایک مشکل یہ پیش ہے کہ جب اسلام کا نام لیا جاتا ہے تو لوگ اس مجموعہء احکام کو جو جواب احکام مذہبی کے سمجھے جاتے ہیں مذہب اسلام خیال کرتے ہیں ۔ (۱۸۷۰ ، خطباتِ احمدیہ ، ۱۰) ۔
- مصیبت، دشواری
Urdu meaning of mushkil
- Roman
- Urdu
- dushvaar, saKht duubhar, kaThin, takliifdeh
- pechiida, diqqat talab, uljhaa hu.a, dakiiq, mubham
Synonyms of mushkil
See AllCompound words of mushkil
Related searched words
mushkil-kushaa
one who removes difficulties, disperser or solver of difficulties, one who resolves difficulties
mushkil kushaa.ii karnaa
کسی کام کو آسان بنانا، مصیبت سے نجات دلانا، مشکل آسان کرنا، کسی کا کام بنانا، مصیبت دور کرنا
mushkil kushaa kaa kha.Daa daunaa denaa
مراد پوری ہونے پر حضرت علیؓ کی نیاز فوراً دلوانا، کھڑا دونا دینا
mushkil-raasta
difficult way or path to walk, scramble, hard way, the path in which there is difficulty in traveling
mushkil-pasandii
fondness of difficult styles or tasks, delight in, or fondness of, difficulties etc.
Showing search results for: English meaning of mushqil
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rahm-dil
रहम-दिल
.رَحْم دِل
kind, merciful
[ Hukoomat kitni hi rahm-dil kyun na ho lekin... sarkash logon ke muti karne ke liye usako majburan sakhtiyan karni paDti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'urf
'उर्फ़
.عَُرْف
alias, pet name, nick name, pen name
[ Sheikh Saadi ka laqab Musleh jabki urf Saadi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaalidain
वालिदैन
.والِدَین
parents, mother and father
[ Walidain ki khidmat karna har shakhs ka farz hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraamda
बरामदा
.بَرآمدہ
veranda, back or side of a house, air ventilator
[ Khalid baramde mein baith kar chaye pi raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ibaadatii
'इबादती
.عِبادَتِی
devotee, worshipper
[ Zaroori nahin hai ki mazhab ko manane wala ibadati bhi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair-mulkii
ग़ैरमुल्की
.غَیر مُلْکی
foreigner, strange
[ Mulkiyon se zyada ghair-mulki ghair-janib-dar samjhe jate the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raas
रास
.راس
one of the twelve star signs of the zodiac, vertex
[ Meri raas Sunbula hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sayyaara
सय्यारा
.سَیّارَہ
planet
[ Zameen ek sayyara hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHitaab
ख़िताब
.خِطاب
title, conversation, discourse, certificate
[ aap masala-e-zaat ke mutaaliq agar ek mazmoon likh kar bhej den to aap ko PHD ka khitab diya jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aahan
आहन
.آہَن
iron, steel
[ Aur han lauh-churn, zarrat-e-aahan jin par phulon ki hasti ka madar hai DhunDhna zaroori hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (mushkil)
mushkil
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone