Search results
Saved words
Showing results for "chubhan"
- English
- Hindi
- Urdu
- Today's Vocabulary
- Blog
- More ▾
Meaning ofSee meaning chubhan in English, Hindi & Urdu
English meaning of chubhan
Sher Examples
nāseh tujhe aate nahīñ ādāb-e-nasīhat
har lafz tirā dil meñ chubhan chhoḌ rahā hai
naseh tujhe aate nahin aadab-e-nasihat
har lafz tera dil mein chubhan chhoD raha hai
ik chubhan hai ki jo bechain kiye rahtī hai
aisā lagtā hai ki kuchh TuuT gayā hai mujh meñ
ek chubhan hai ki jo bechain kiye rahti hai
aisa lagta hai ki kuchh TuT gaya hai mujh mein
vaqt har zaḳhm ko bhar detā hai kuchh bhī kiije
yaad rah jaatī hai halkī sī chubhan kī had tak
waqt har zaKHm ko bhar deta hai kuchh bhi kije
yaad rah jati hai halki si chubhan ki had tak
chubhan ye piiTh meñ kaisī hai muḌ ke dekh to le
kahīñ koī tujhe pīchhe se dekhtā hogā
chubhan ye piTh mein kaisi hai muD ke dekh to le
kahin koi tujhe pichhe se dekhta hoga
āñkhoñ meñ ḳhvāb chubhan sone nahīñ detī hai
ek muddat se hameñ tū ne jagā rakkhā hai
aankhon mein KHwab chubhan sone nahin deti hai
ek muddat se hamein tu ne jaga rakkha hai
चुभन के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- कष्ट, कसक, खटक, दिल पर लगना, किसी के चुभने के कारण होने वाली टीस या पीड़ा, चुभने की क्रिया या भाव, कष्ट देने वाली बात
چُبھَن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- جسم میں کسی نوکدار چیز کے بھونکے جانے گڑنے یا پھوڑے پھنسی کی وجہ سے پیدا ہونے والا درد، کھٹک، تپک
- کسی کی ہمدردی یا محبت میں پیدا ہونے والی اذیت یا تکلیف جسے دل محسوس کرے
Urdu meaning of chubhan
- Roman
- Urdu
- jism me.n kisii nokadaar chiiz ke bhaunke jaane ga.Dhne ya pho.De phansii kii vajah se paida hone vaala dard, khaTak, tapak
- kisii kii hamdardii ya muhabbat me.n paida hone vaalii aziiyat ya takliif jise dil mahsuus kare
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashKHaas
अश्ख़ास
.اَشْخاص
persons, people, men
[ Muashare mein muhibb-e-adab (Sahitya-Premi) ashkhas ki kami nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
matlab-parast
मतलब-परस्त
.مَطْلَب پَرَسْت
selfish, self-interested
[ Is khud-gharz, matlab-parast duniya mein muhabbat ek farzi lafz hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aarzii
'आरज़ी
.عَارْضِی
temporary, short-lived, interim, provisional
[ Karkunan ko markaz ki taraf se arzi rahat di gayi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
half
हल्फ़
.حَلْف
swearing، an oath
[ Katghare mein khade gawah ko muqaddas kitab par hath rakh kar sach bolne ki half lena padta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muhibb
मुहिब्ब
.مُحِبّ
lover, friend
[ APJ Abdul-Kalam azim science-daan hote hue bhi muhibb-e-shaeri thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'allim
मु'अल्लिम
.مُعَلِّم
teacher, tutor
[ Ye mu'allim ka fariza hai ki jo kuchh janta hai use apne shagirdon ko muntaqil kar de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariiza
फ़रीज़ा
.فَرِیضَہ
liability, responsibility
[ Mu'ashare ka fariza ashkhas (People) ki taraqqi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farzii
फ़र्ज़ी
.فَرْضی
fictitious, supposed, assumed, hypothetical
[ Sattar aur do bahattar nashtar hain baqi Meer-Sahab ka tabarruk hai lekin ye bahattar ki raqam farzi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aashara
मु'आशरा
.مُعاشَرَہ
society, living together, togetherness
[ Aaj ka mu'ashara matlab-paraston se bhara hua hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qalam-daan
क़लम-दान
.قَلَم دان
portfolio (Specially for ministries)
[ Nayi hukumat mein abhi zyadatar wuzara ko bina qalam-daan hi rakha gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (chubhan)
chubhan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone